Poetry Collection

Aashiq

The figure of the lover in Urdu poetry is of archetypal nature. He has many faces and conducts himself as differently as are the lovers from each other. These verses would bring you some of the facets of the lover’s personality.

Total

10

Sher

7

Ghazal

3

Nazm

0

Featured Picks

Is collection se writer-diverse top picks for quick reading.

GhazalRead Full

chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai

chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai ham ko ab tak ashiqi ka vo zamana yaad hai ba-hazaran iztirab o sad-hazaran ishtiyaq tujh se vo pahle-pahal dil ka lagana yaad hai baar baar uthna usi janib nigah-e-shauq ka aur tira ghhurfe se vo ankhen ladana yaad hai tujh se kuchh milte hi vo bebak ho jaana mira aur tira danton men vo ungli dabana yaad hai khinch lena vo mira parde ka kona dafatan aur dupatte se tira vo munh chhupana yaad hai jaan kar sota tujhe vo qasd-e-pa-bosi mira aur tira thukra ke sar vo muskurana yaad hai tujh ko jab tanha kabhi paana to az-rah-e-lihaz hal-e-dil baton hi baton men jatana yaad hai jab siva mere tumhara koi divana na tha sach kaho kuchh tum ko bhi vo kar-khana yaad hai ghhair ki nazron se bach kar sab ki marzi ke khilaf vo tira chori-chhupe raton ko aana yaad hai aa gaya gar vasl ki shab bhi kahin zikr-e-firaq vo tira ro ro ke mujh ko bhi rulana yaad hai dopahar ki dhuup men mere bulane ke liye vo tira kothe pe nange paanv aana yaad hai aaj tak nazron men hai vo sohbat-e-raz-o-niyaz apna jaana yaad hai tera bulana yaad hai mithi mithi chhed kar baten nirali pyaar ki zikr dushman ka vo baton men udana yaad hai dekhna mujh ko jo bargashta to sau sau naaz se jab mana lena to phir khud ruuth jaana yaad hai chori chori ham se tum aa kar mile the jis jagah muddaten guzrin par ab tak vo thikana yaad hai shauq men mehndi ke vo be-dast-o-pa hona tira aur mira vo chhedna vo gudgudana yaad hai bavajud-e-iddia-e-ittiqa 'hasrat' mujhe aaj tak ahd-e-havas ka vo fasana yaad hai chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai hum ko ab tak aashiqi ka wo zamana yaad hai ba-hazaran iztirab o sad-hazaran ishtiyaq tujh se wo pahle-pahal dil ka lagana yaad hai bar bar uthna usi jaanib nigah-e-shauq ka aur tera ghurfe se wo aankhen ladana yaad hai tujh se kuchh milte hi wo bebak ho jaana mera aur tera danton mein wo ungli dabana yaad hai khinch lena wo mera parde ka kona dafatan aur dupatte se tera wo munh chhupana yaad hai jaan kar sota tujhe wo qasd-e-pa-bosi mera aur tera thukra ke sar wo muskurana yaad hai tujh ko jab tanha kabhi pana to az-rah-e-lihaz haal-e-dil baaton hi baaton mein jatana yaad hai jab siwa mere tumhaara koi diwana na tha sach kaho kuchh tum ko bhi wo kar-khana yaad hai ghair ki nazron se bach kar sab ki marzi ke khilaf wo tera chori-chhupe raaton ko aana yaad hai aa gaya gar wasl ki shab bhi kahin zikr-e-firaq wo tera ro ro ke mujh ko bhi rulana yaad hai dopahar ki dhup mein mere bulane ke liye wo tera kothe pe nange panw aana yaad hai aaj tak nazron mein hai wo sohbat-e-raaz-o-niyaz apna jaana yaad hai tera bulana yaad hai mithi mithi chhed kar baaten nirali pyar ki zikr dushman ka wo baaton mein udana yaad hai dekhna mujh ko jo bargashta to sau sau naz se jab mana lena to phir khud ruth jaana yaad hai chori chori hum se tum aa kar mile the jis jagah muddaten guzrin par ab tak wo thikana yaad hai shauq mein mehndi ke wo be-dast-o-pa hona tera aur mera wo chhedna wo gudgudana yaad hai bawajud-e-iddia-e-ittiqa 'hasrat' mujhe aaj tak ahd-e-hawas ka wo fasana yaad hai

GhazalRead Full

ek pal mein ek sadi ka maza humse puchhiye

ik pal men ik sadi ka maza ham se puchhiye do din ki zindagi ka maza ham se puchhiye bhule hain rafta rafta unhen muddaton men ham qiston men khud-kushi ka maza ham se puchhiye aghhaz-e-ashiqi ka maza aap janiye anjam-e-ashiqi ka maza ham se puchhiye jalte diyon men jalte gharon jaisi zau kahan sarkar raushni ka maza ham se puchhiye vo jaan hi gae ki hamen un se pyaar hai ankhon ki mukhbiri ka maza ham se puchhiye hansne ka shauq ham ko bhi tha aap ki tarah hansiye magar hansi ka maza ham se puchhiye ham tauba kar ke mar gae be-maut ai 'khumar' tauhin-e-mai-kashi ka maza ham se puchhiye ek pal mein ek sadi ka maza hum se puchhiye do din ki zindagi ka maza hum se puchhiye bhule hain rafta rafta unhen muddaton mein hum qiston mein khud-kushi ka maza hum se puchhiye aaghaz-e-ashiqi ka maza aap jaaniye anjam-e-ashiqi ka maza hum se puchhiye jalte diyon mein jalte gharon jaisi zau kahan sarkar raushni ka maza hum se puchhiye wo jaan hi gae ki hamein un se pyar hai aankhon ki mukhbiri ka maza hum se puchhiye hansne ka shauq hum ko bhi tha aap ki tarah hansiye magar hansi ka maza hum se puchhiye hum tauba kar ke mar gae be-maut ai 'khumar' tauhin-e-mai-kashi ka maza hum se puchhiye

GhazalRead Full

aaghaz to hota hai anjam nahin hota

aghhaz to hota hai anjam nahin hota jab meri kahani men vo naam nahin hota jab zulf ki kalak men ghul jaae koi raahi badnam sahi lekin gumnam nahin hota hans hans ke javan dil ke ham kyuun na chunen tukde har shakhs ki qismat men inaam nahin hota dil tod diya us ne ye kah ke nigahon se patthar se jo takrae vo jaam nahin hota din duube hai ya duubi barat liye kashti sahil pe magar koi kohram nahin hota aaghaz to hota hai anjam nahin hota jab meri kahani mein wo nam nahin hota jab zulf ki kalak mein ghul jae koi rahi badnam sahi lekin gumnam nahin hota hans hans ke jawan dil ke hum kyun na chunen tukde har shakhs ki qismat mein inam nahin hota dil tod diya us ne ye kah ke nigahon se patthar se jo takrae wo jam nahin hota din dube hai ya dubi baraat liye kashti sahil pe magar koi kohram nahin hota

You have reached the end.

Explore Similar Collections

Aashiq FAQs

Aashiq collection me kya milega?

Aashiq se related curated sher, selected ghazal excerpts aur context-friendly reading flow milega.

Kya is page ki links internal hain?

Haan, collection links, writer links aur detail links sab Kuch Alfaaz ke internal routes par map kiye gaye hain.

Collection ko kaise explore karein?

Type filter (Sher/Ghazal/Nazm), featured picks aur similar collections rail use karke fast discovery kar sakte hain.