aadmi ya to aadmi hai warna aadmi nahi hai, gadhaa hai, makaan hai, mez hai, ya aur koi cheez hai.
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
koi dikkat nahin hai gar tumhein uljha sa lagta hooñ main pahli martaba milne men sabko aisa lagta hooñ zaroori to nahin ham saath hain to koi chakkar ho vo meri dost hai aur main use bas achha lagta hooñ
Ali Zaryoun
521 likes
shaakhon se toot jaayen vo patte nahin hain ham aandhi se koi kah de ki auqaat men rahe
Rahat Indori
435 likes
sochun to saari umr mohabbat men kat gaii dekhooñ to ek shaKHs bhi meraa nahin hua
Jaun Elia
545 likes
More from Saadat Hasan Manto
tum kya jaano yaar adeebon ki hasti ham marne ke baad bhi zinda rahte hain
0 likes
tum apne honthon ko mere honthon par rakh do tum bas ek dafa meri jaanam
0 likes
zindagi ka har varq ba-shauq padiye ye kitaab ik roz lautaani bhi to hai
0 likes
vo dard bhala kya samjhenge jo dard hamesha dete hain
0 likes
tu meri zindagi hai tu hai jigar ki dhadkan kya karunga main yahaañ jee ke sanam tere bina
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Saadat Hasan Manto.
Similar Moods
More moods that pair well with Saadat Hasan Manto's sher.







