sochun to saari umr mohabbat men kat gaii dekhooñ to ek shaKHs bhi meraa nahin hua
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
kisi ko ghar se nikalte hi mil gaii manzil koi hamaari tarah umr bhar safar men raha
Ahmad Faraz
594 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
More from Jaun Elia
muskuraaye ham us se milte waqt ro na padte agar khushi hoti
Jaun Elia
0 likes
bas yuñ hi meraa gaal rakhne de meri jaan aaj gaal par apne
Jaun Elia
28 likes
kaun sood-o-ziyaan kii duniya men dard gurbat ka saath deta hai jab muqaabil hon ishq aur daulat husn daulat ka saath deta hai
Jaun Elia
39 likes
shab jo ham se hua muaaf karo nahin pee thii bahak ga.e honge
Jaun Elia
40 likes
kal raat bahut gaur kiya hai so ham uski tay karke uthe hain ki tamannaa na karenge is baar vo talkhi hai ki roothe bhi nahin ham abke vo ladai hai ke jhagda na karenge
Jaun Elia
41 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Jaun Elia.
Similar Moods
More moods that pair well with Jaun Elia's sher.







