aaj aakhiri dafa tha paani se pet bharna bachchon ne aaj jaake ghar men anaaj dekha
Related Sher
meri duniya ujad gaii is men tum ise haadsa samjhte ho aakhiri raasta to baaki hai aakhiri raasta samjhte ho
Himanshi babra KATIB
119 likes
safar men aakhiri patthar ke baad aayega mazaa to yaar december ke baad aayega
Rahat Indori
121 likes
bacchon ke chhote haathon ko chaand sitaare choone do chaar kitaaben padh kar ye bhi ham jaise ho jaayenge
Nida Fazli
55 likes
gham bayaañ karne ka koi aur dhang ijaad kar teri aankhoñ ka yah paani to puraana ho gaya
Waseem Barelvi
55 likes
kabootar ishq ka utre to kaise tumhaari chat pe nigraani bahut hai iraada kar liya gar khudkushi ka to KHud ki aankh ka paani bahut hai
Kumar Vishwas
93 likes
More from Amaan Pathan
kuchh kitaaben hain bas taq par aur har taraf bikhre yaadon ke saa.e
Amaan Pathan
0 likes
main kaise haar maanoon bin lade ghurbat ke sehra se abhii to gham bhulaane hain khushi ka beej bona hai
Amaan Pathan
0 likes
tumhein ustaad se milega jona milega ghazal kii baabat men
Amaan Pathan
0 likes
ab aasteen ke saanpon se door rahna hai use kaho na kare phone baar baar mujhe
Amaan Pathan
6 likes
yuñ to firaq-e-yaar men kya kya nahin kiya lekin tumhaare jaisa tamasha nahin kiya
Amaan Pathan
10 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Amaan Pathan.
Similar Moods
More moods that pair well with Amaan Pathan's sher.







