yuñ to firaq-e-yaar men kya kya nahin kiya lekin tumhaare jaisa tamasha nahin kiya
Related Sher
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
poochte hain vo ki ghalib kaun hai koi batlaao ki ham batlaayein kya
Mirza Ghalib
208 likes
nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
201 likes
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
More from Amaan Pathan
tumhein ustaad se milega jona milega ghazal kii baabat men
Amaan Pathan
0 likes
main kaise haar maanoon bin lade ghurbat ke sehra se abhii to gham bhulaane hain khushi ka beej bona hai
Amaan Pathan
0 likes
kaath kii haandi ab na chadhengi zulm ke choolhe par yaaro vaqt ka pahiya ghoomega munsif bhi jail men jaayega
Amaan Pathan
6 likes
ab aasteen ke saanpon se door rahna hai use kaho na kare phone baar baar mujhe
Amaan Pathan
6 likes
usne rakkha tha haath saahil par tab se dariyaa men bhi sharaare hain
Amaan Pathan
4 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Amaan Pathan.
Similar Moods
More moods that pair well with Amaan Pathan's sher.







