aaj dekha hai tujh ko der ke baad aaj ka din guzar na jaae kahin
Related Sher
din dhal gaya aur raat guzarne ki aas men suraj nadi men doob gaya ham gilaas men
Rahat Indori
124 likes
vo zamaana guzar gaya kab ka tha jo deewaana mar gaya kab ka
Javed Akhtar
117 likes
main kya kahooñ ke mujhe sabr kyun nahin aata main kya karoon ke tujhe dekhne ki aadat hai
Ahmad Faraz
118 likes
teraa banta tha ki tu dushman ho apne haathon se khilaaya tha tujhe teri gaali se mujhe yaad aaya kitne taano se bachaaya tha tujhe
Ali Zaryoun
114 likes
rootha tha main bahut dinon se maan gaya lekin kaan pakad kar jab vo boli soree-voree sab
Sandeep Thakur
100 likes
More from Nasir Kazmi
bas yuñ hi dil ko tavakko sii hai tujh se warna jaanta hooñ ki muqaddar hai mera tanhaaii
Nasir Kazmi
7 likes
Din bhar to main duniya ke dhandon me khoya raha
Nasir Kazmi
0 likes
judaaiyon ke zaKHm dard-e-zindagi ne bhar diye tujhe bhi neend aa gaii mujhe bhi sabr aa gaya
Nasir Kazmi
12 likes
kaun achha hai is zamaane men kyun kisi ko bura kahe koii
Nasir Kazmi
17 likes
aarzoo hai ki tu yahaañ aa.e aur phir umr bhar na jaa.e kahii
Nasir Kazmi
33 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Nasir Kazmi.
Similar Moods
More moods that pair well with Nasir Kazmi's sher.







