aajkal apraadh jhoola ho gaya hai is qadar qaanoon lula ho gaya hai
Related Sher
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
vo nahin mila to malaal kya jo guzar gaya so guzar gaya use yaad karke na dil dukha jo guzar gaya so guzar gaya
Bashir Badr
67 likes
main akela hi chala tha jaanib-e-manzil magar log saath aate ga.e aur kaarwaan banta gaya
Majrooh Sultanpuri
67 likes
ik hunar hai jo kar gaya hooñ main sab ke dil se utar gaya hooñ main
Jaun Elia
241 likes
ruk gaya dariyaa samundar bah gaya aur phir aakhir himalaya dhah gaya
nakul kumar
67 likes
More from Divya 'Kumar Sahab'
man kii man men hi bhunane men lage ho haath men jo hai nikalta ja raha hai
Divya 'Kumar Sahab'
0 likes
tum to kahte the ki main rota nahin hooñ kab se itnaa muskuraya ja raha hai
Divya 'Kumar Sahab'
0 likes
dhyaan rakhna chup na ho jaa.e kahiin vo haq jata kar jo tujhe samjha raha hai
Divya 'Kumar Sahab'
0 likes
pyaar lutaane par meraa man har pal bas ye doharaata hai pyaar lutaane waale saare log akelaa rah jaate hain
Divya 'Kumar Sahab'
3 likes
aazmaane men yahii khatra raha hai kal jo apna tha kahaan apna raha hai
Divya 'Kumar Sahab'
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Divya 'Kumar Sahab'.
Similar Moods
More moods that pair well with Divya 'Kumar Sahab''s sher.







