ab ke baar mil ke yuun sal-e-nau manaenge ranjishen bhula kar ham nafraten mitaenge
Related Sher
kyuuñ darein zindagi men kya hogaa kuchh na hogaa to tajurba hogaa
Javed Akhtar
156 likes
us..ko fursat nahin milti ki palat kar dekhe ham hi deewane hain deewane bane rahte hain
Waseem Barelvi
151 likes
hui muddat ki ghalib mar gaya par yaad aata hai vo har ik baat par kehna ki yuñ hota to kya hota
Mirza Ghalib
149 likes
toofaanon se aankh milaao sailaabon pe vaar karo mallaahon ka chakkar chhodo tair ke dariyaa paar karo
Rahat Indori
144 likes
sabhi ka KHoon hai shaamil yahaañ ki miTTi men kisi ke baap ka hindustan thodii hai
Rahat Indori
144 likes
More from Unknown
takra gaya vo mujh se kitaaben li.e hue phir meraa dil aur us kii kitaaben bikhar gaiin
Unknown
14 likes
kaii jawaabon se achchhii hai KHaamushi merina jaane kitne sawaalon kii aabroo rakhe
Unknown
16 likes
lagta hai kaii raaton ka jaaga tha musavvir tasveer kii aankhoñ se thakan jhaank rahi hai
Unknown
0 likes
rahbar bhi ye hamdam bhi ye gham-khwaar hamaare ustaad ye qaumon ke hain men'maar hamaare
Unknown
26 likes
naya saal aaya hai khushiyaan manao naye aasmaanon se aañkhen milaao
Unknown
26 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Unknown.
Similar Moods
More moods that pair well with Unknown's sher.







