agar shikwa kare aakar kabhi ham se muhabbat men rahen befikr ham usse ha men phir kya pareshaani
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
kisi ko ghar se nikalte hi mil gaii manzil koi hamaari tarah umr bhar safar men raha
Ahmad Faraz
594 likes
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
shaakhon se toot jaayen vo patte nahin hain ham aandhi se koi kah de ki auqaat men rahe
Rahat Indori
435 likes
hamaare baad tere ishq men naye ladke badan to choomenge zulfen nahin sanvaarenge
Vikram Gaur Vairagi
333 likes
More from Prashant Arahat
nahin koii agar to ham milenge zaroorat men tumhein hardam milenge milenge saikron hi log lekin magar meri tarah ke kam milenge
Prashant Arahat
1 likes
usne meri aankhoñ par chupke se aakar haath rakhe ik chumban hothon par lekar yuñ saare jazbaat rakhe dekh tumhein bas mere man se ek dua ye uthatii hai maalik is jeevan bhar mujh...ko yaar tumhaare saath rakhe
Prashant Arahat
1 likes
ugaai fasl maine thii badi mehnat lagaakar ke magar be vaqt baarish ne tabaahi sii machaai hai
Prashant Arahat
2 likes
सलीक़ा ही नहीं तुमको कोई रिश्ता निभाने का जो जाना हो चले जाओ मगर ये बेवफ़ाई क्यों
Prashant Arahat
2 likes
tujhe hi chahta hooñ main teraa hi KHvaab aata hai tere deedaar ko ab bhi meri aañkhen tarasti hain
Prashant Arahat
2 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Prashant Arahat.
Similar Moods
More moods that pair well with Prashant Arahat's sher.







