ai be-khudi salam tujhe tera shukriya duniya bhi mast mast hai uqba bhi mast mast
Related Sher
mere honton pe apni pyaas rakh do aur phir socho ki is ke baa'd bhi duniya men kuchh paana zaroori hai
Waseem Barelvi
126 likes
sair kar duniya ki ghaafil zindagaani phir kahaan zindagi gar kuchh rahi to ye jawaani phir kahaan
Khwaja Meer Dard
127 likes
main kya kahooñ ke mujhe sabr kyun nahin aata main kya karoon ke tujhe dekhne ki aadat hai
Ahmad Faraz
118 likes
dua karo ki salaamat rahe mirii himmat ye ik charaaghh kaii aandhiyon pe bhari hai
Waseem Barelvi
113 likes
husn bala ka kaatil ho par aakhir ko bechaara hai ishq to vo kaatil jisne apnon ko bhi maara hai ye dhoke deta aaya hai dil ko bhi duniya ko bhi iske chhal ne khaar kiya hai sehra men leila ko bhi
Jaun Elia
129 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Javed Saba.
Similar Moods
More moods that pair well with Javed Saba's sher.







