apne lahu se pyaas bujhani hai ta-hayat ab raste men koi samundar na aaega
Related Sher
ishq se apne kuchh chune lamhe ankahhe aur ansune lamhe aao milkar jiye dobaara se sard raaton ke gungune lamhe
Sandeep Thakur
76 likes
phone bhi aaya to shikwe ke li.e phool bhi bheja to murjhaya hua raaste ki mushkilein to jaan luun aata hogaa uskaa thukraaya hua
Balmohan Pandey
78 likes
pyaas agar meri bujha de to main jaanu varna tu samandar hai to hogaa mere kis kaam ka hai
Rahat Indori
109 likes
apne dil men takaza hamko aur gale se lagaaoge hamko ham nahin itne pyaar ke qaabil tum to paagal banaoge hamko
Abrar Kashif
106 likes
main jab so jaaun in aankhoñ pe apne hont rakh dena yaqeen aa jaayega palkon tale bhi dil dhadakta hai
Bashir Badr
75 likes
More from Anwar Ansari
zindagi ka har varq ba-shauq padiye ye kitaab ik roz lautaani bhi to hai
0 likes
zindagi bhar yuñ mere dil ko dukhaaya tha bahut qabr par aaya hai vo mujh se muaafi ke li.e
0 likes
zindagi bhar main boloonunga tujhko ishq ka yuñ dagaabaaz hai tu
0 likes
vo shahar meraa kyuuñ chhod diya ab kisko dekh ke she'r kahooñ
0 likes
vo munsif hai meraa jo qaateel hai jaañ ka mere haq men vo faisla kya karega
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Anwar Ansari.
Similar Moods
More moods that pair well with Anwar Ansari's sher.







