apni aankhoñ ka intikhaab padhun neend aa.e to koii khwaab padhun
Related Sher
dil se saabit karo ki zinda ho saans lena koi suboot nahin
Fahmi Badayuni
139 likes
baat hi kab kisi ki maani hai apni hath poori kar ke chhodogi ye kalaaee ye jism aur ye kamar tum suraahi zaroor toḍogi
Jaun Elia
161 likes
tumhaari aankhoñ ki tauheen hai zara socho tumhaara chaahne vaala sharaab peeta hai
Munawwar Rana
123 likes
main agar apni jawaani ke suna doon qisse ye jo launde hain mere paanv dabane lag jaa.e
Mehshar Afridi
136 likes
hazaaron saal nargis apni be-noori pe roti hai badi mushkil se hota hai chaman men deeda-war paida
Allama Iqbal
207 likes
More from Wajid Husain Sahil
sabr aane kii der hai varna tu bhi dil se utar hi jaayega
Wajid Husain Sahil
0 likes
meri aamad se bhala kyuuñ aaine darne lage mere haathon men to saahil koii patthar bhi nahin
Wajid Husain Sahil
1 likes
ye jahaan pyaar hi se raushan hai kuchh yahaañ pyaar bin nahin hota pyaar kii ek umr hoti hai pyaar ka ek din nahin hota
Wajid Husain Sahil
1 likes
is qadar sakht zalim thii uski nazar saare taweez o dam beasar hi rahe
Wajid Husain Sahil
1 likes
ye to maaloom tha ulfat men khasaara hogaa par ye socha hi nahin sirf hamaara hogaa
Wajid Husain Sahil
2 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Wajid Husain Sahil.
Similar Moods
More moods that pair well with Wajid Husain Sahil's sher.







