baad muddat ke gulabon ki mahak aai hai us ne pardes se bheja koi khat hai mujh ko
Related Sher
main tere baad koi tere jaisa dhoondhta hooñ jo be-vafaaii kare aur be-vafa na lage
Abbas Tabish
90 likes
uljh karke teri agar men yuñ aabaad ho jaaun ki jaise lucknow ka main ameenabad ho jaaun main yamuna ki tarah tanhaa nihaaru taaj ko kab tak koi ganga mile to main ilahaabad ho jaaun
Ashraf Jahangeer
101 likes
phone bhi aaya to shikwe ke li.e phool bhi bheja to murjhaya hua raaste ki mushkilein to jaan luun aata hogaa uskaa thukraaya hua
Balmohan Pandey
78 likes
mujh aisa shaKHs agar qahqahon se bhar jaa.e ye saans letii udaasi to ghut ke mar jaa.e vo mere baad taras jaayega mohabbat ko use ye kehna agar ho sake to mar jaa.e
Rakib Mukhtar
78 likes
isee jagah isee din to hua tha ye elaan andhere haar ga.e zindabaad hindostaan
Javed Akhtar
78 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Rahat Hasan.
Similar Moods
More moods that pair well with Rahat Hasan's sher.







