baat kahni thii ye bas usii ka hooñ main har ghadi yaad men uski rota hooñ main sun rahi ho isee bheed men vo mujhe bas isee aas men geet gaata hooñ main
Related Sher
hui muddat ki ghalib mar gaya par yaad aata hai vo har ik baat par kehna ki yuñ hota to kya hota
Mirza Ghalib
149 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
tum poochho aur main na bataaun aise to haalaat nahin ek zaraa sa dil toota hai aur to koi baat nahin
Qateel Shifai
125 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
More from Sandeep Singh Chouhan "Shafaq"
jis tarah se nikale ga.e aaj ham dard apna kahein to kise aaj ham zindagi ke sikhaae the matlab jinhen qatl unke hi haathon hue aaj ham
Sandeep Singh Chouhan "Shafaq"
0 likes
garv mujh...ko kyuuñ na ho KHud par bhala janam kshatriya vansh men maine liya naam hai sandeep ghazalon men shafaq graam barda hai jahaan maa narmada
Sandeep Singh Chouhan "Shafaq"
1 likes
mukammal hi samajh lo phir mujhe bhi faqat ab qatl hona rah gaya hooñ
Sandeep Singh Chouhan "Shafaq"
2 likes
suno jaanaan tum aao to december tak chali aanaa guzar jaa.e na ab ki january bhi hijr men jaanaan
Sandeep Singh Chouhan "Shafaq"
2 likes
zameen sar pe utha loonga us ik ladki ki khaatir main gagan ko bhi kuchal dooñga us ik ladki ki khaatir main bhala auqaat kya is chaand ki us chaand ke aage hazaaron chaand vaarunga us ik ladki ki khaatir main
Sandeep Singh Chouhan "Shafaq"
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Sandeep Singh Chouhan "Shafaq".
Similar Moods
More moods that pair well with Sandeep Singh Chouhan "Shafaq"'s sher.







