bahut se gham samet kar banaai ek diary chuvaav dekh raat bhar banaai ek diary ye harf harf lafz lafz qabr hai varq varq dil-e-hazeen se is qadar banaai ek diary
Related Sher
raqeeb aakar bataate hain yahaañ til hai vahaañ til hai ha men ye jaankaari thii miyaan pahle bahut pahle
Anand Raj Singh
112 likes
ek nazar dekhte to jaao mujhe kab kaha hai gale lagao mujhe tumko nuskha bhi likh ke de doonga zakhm to theek se dikhaao mujhe
Zia Mazkoor
95 likes
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
rootha tha main bahut dinon se maan gaya lekin kaan pakad kar jab vo boli soree-voree sab
Sandeep Thakur
100 likes
More from Aves Sayyad
kitna sukoon hai teri baahon men jaan-e-jaan jee chahta hai main tujhe baahon men baandh loon
Aves Sayyad
0 likes
gar tum bhi us..ko dekhne ke baad zinda ho matlab tumhein bhi husn ka matlab nahin pata
Aves Sayyad
2 likes
eed par sab phool lekar aa rahe hain ho ga.e hain zindagi ke khatm ramzaan
Aves Sayyad
3 likes
main soch raha badle vo kuchh pyaar ka matlab yuñ to mujhe maaloom hai inkaar ka matlab
Aves Sayyad
3 likes
jitni duniya banaai hai usne ham to bichhde har ek duniya men
Aves Sayyad
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Aves Sayyad.
Similar Moods
More moods that pair well with Aves Sayyad's sher.







