bas ek shaam ka har shaam intizar raha magar vo shaam kisi shaam bhi nahin aai
Related Sher
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
use kisi se mohabbat thii aur vo main nahin tha ye baat mujhse zyaada use rulaati thii
Ali Zaryoun
361 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
sabhi ka KHoon hai shaamil yahaañ ki miTTi men kisi ke baap ka hindustan thodii hai
Rahat Indori
144 likes
dil na-umeed to nahin naakaam hi to hai lambi hai gham ki shaam magar shaam hi to hai
Faiz Ahmad Faiz
267 likes
More from Ajmal Siraj
ye udaasi ka sabab poochne waale ajmal kya karenge jo udaasi ka sabab batlaaya
Ajmal Siraj
0 likes
ham samajhte the ki ham us..ko bhula sakte hain vo samajhta tha ha men bhool nahin paayega vo
Ajmal Siraj
11 likes
hai bataane kii koii cheez bhala naam-o-nasab ham ne poocha na kabhi naam-o-nasab batlaaya
Ajmal Siraj
0 likes
aarzooon ka markaz tha dil hasraton men ghira rah gaya
Ajmal Siraj
15 likes
bharta bhi kyun ki zaKHm tha tere firaq ka phir ham ne teri yaad ko marham samajh liya
Ajmal Siraj
6 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ajmal Siraj.
Similar Moods
More moods that pair well with Ajmal Siraj's sher.







