ye udaasi ka sabab poochne waale ajmal kya karenge jo udaasi ka sabab batlaaya
Related Sher
agar hai ishq saccha to nigaahon se bayaañ hogaa zabaan se bolna bhi kya koi izhaar hota hai
Bhaskar Shukla
130 likes
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
suhaagan bhi bataa degi magar tum poochho vidhwa se ye mangalsutra zever ke alaava bhi bahut kuchh hai ye kya ik maqbare ko aakhri had maan baithe ho mohabbat sang-e-marmar ke alaava bhi bahut kuchh hai
Zubair Ali Tabish
126 likes
khu dii ko kar buland itnaa ki har taqdeer se pahle KHuda bande se KHud pooche bataa teri raza kya hai
Allama Iqbal
471 likes
ye mujhe chain kyun nahin padta ek hi shaKHs tha jahaan men kya
Jaun Elia
508 likes
More from Ajmal Siraj
maine ai dil tujhe seene se lagaaya hua hai aur tu hai ki mirii jaan ko aaya hua hai
Ajmal Siraj
17 likes
hai bataane kii koii cheez bhala naam-o-nasab ham ne poocha na kabhi naam-o-nasab batlaaya
Ajmal Siraj
0 likes
bharta bhi kyun ki zaKHm tha tere firaq ka phir ham ne teri yaad ko marham samajh liya
Ajmal Siraj
6 likes
ham samajhte the ki ham us..ko bhula sakte hain vo samajhta tha ha men bhool nahin paayega vo
Ajmal Siraj
11 likes
badal jaayenge ye din raat ajmal koi na-mehrabaan kab tak rahega
Ajmal Siraj
23 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ajmal Siraj.
Similar Moods
More moods that pair well with Ajmal Siraj's sher.







