bhari duniya men faqat mujh se nigahen na chura ishq par bas na chalega tiri danai ka
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
kisi ko ghar se nikalte hi mil gaii manzil koi hamaari tarah umr bhar safar men raha
Ahmad Faraz
594 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
More from Ahmad Nadeem Qasmi
gali ke mod pe bachchon ke ek jamghat men kisi ne dard-bhare lay men maahiya gaaya mujhe kisi se mohabbat nahin magar ai dil ye kya hua ki tu be-ikhtiyaar bhar aaya
Ahmad Nadeem Qasmi
4 likes
tujh se kis tarah main izhaar-e-tamannaa karta lafz soojha to maani ne baghaavat kar dii
Ahmad Nadeem Qasmi
0 likes
jo dil dukha hai to ye azm bhi mila hai ha men tamaam umr kisi ka na dil dukhaaenge ham
Ahmad Nadeem Qasmi
8 likes
us vaqt ka hisaab kya doon jo tere baghair kat gaya hai
Ahmad Nadeem Qasmi
32 likes
jis bhi fankaar ka shehkaar ho tumus ne sadiyon tumhein socha hogaa
Ahmad Nadeem Qasmi
49 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ahmad Nadeem Qasmi.
Similar Moods
More moods that pair well with Ahmad Nadeem Qasmi's sher.







