bharosa mujh pe rakho aur kuchh pal ruka hooñ main abhii haara nahin hooñ
Related Sher
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
mar chuka hai dil magar zinda hooñ main zahar jaisi kuchh dawaayein chahiye poochhte hain aap aap achchhe to hain jee main achha hooñ duaaein chahiye
Jaun Elia
302 likes
teri KHushiyon ka sabab yaar koi aur hai nadosti mujhse hai aur pyaar koi aur hai na
Ali Zaryoun
253 likes
More from Divy Kamaldhwaj
rote bacche pooch rahe hain mummy se kitna paani aur milaaya jaayega
Divy Kamaldhwaj
2 likes
nahin lagta kahii bhi dil hamaara sabhi ko aazmaate phir rahe hain
Divy Kamaldhwaj
12 likes
rote bacche pooch rahe hain mummy se kitna paani aur milaaya jaayega
Divy Kamaldhwaj
22 likes
bahut kuchh bolna hai par abhii khaamosh rahne do KHamoshii bolti hai to badi aawaaz karti hai
Divy Kamaldhwaj
5 likes
maine bhi muskuraa ke mere ghar se li vida maa ne bhi apne aañsu chhalakne nahin diye
Divy Kamaldhwaj
22 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Divy Kamaldhwaj.
Similar Moods
More moods that pair well with Divy Kamaldhwaj's sher.







