nahin lagta kahii bhi dil hamaara sabhi ko aazmaate phir rahe hain
Related Sher
koi dikkat nahin hai gar tumhein uljha sa lagta hooñ main pahli martaba milne men sabko aisa lagta hooñ zaroori to nahin ham saath hain to koi chakkar ho vo meri dost hai aur main use bas achha lagta hooñ
Ali Zaryoun
521 likes
hamko maaloom hai jannat ki haqeeqat lekin dil ke KHush rakhne ko ghalib ye khayal achha hai
Mirza Ghalib
489 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
sochun to saari umr mohabbat men kat gaii dekhooñ to ek shaKHs bhi meraa nahin hua
Jaun Elia
545 likes
shaakhon se toot jaayen vo patte nahin hain ham aandhi se koi kah de ki auqaat men rahe
Rahat Indori
435 likes
More from Divy Kamaldhwaj
mere bheetar nahin likhne ki tardpan hai tardpan isliye main likh raha hooñ
Divy Kamaldhwaj
4 likes
mere bheetar nahin likhne ki tardpan hai tardpan isliye main likh raha hooñ
Divy Kamaldhwaj
4 likes
sambhalne ke li.e kar li muhabbat magar is men fisalna chahiye tha
Divy Kamaldhwaj
5 likes
gar udaasi chidchidapan jaan dena pyaar hai maaf karna kaam mujh...ko aur bhi hain dosto
Divy Kamaldhwaj
8 likes
andhera kho gaya hai gaav waalon savera ho gaya hai gaav waalon tumhe ab jaagna KHud hi padega ye murga so gaya hai gaav waalon
Divy Kamaldhwaj
10 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Divy Kamaldhwaj.
Similar Moods
More moods that pair well with Divy Kamaldhwaj's sher.







