bhookh hai to sabr kar roti nahin to kya hua aajkal dilli men hai zer-e-bahs ye muddaa
Related Sher
poochte hain vo ki ghalib kaun hai koi batlaao ki ham batlaayein kya
Mirza Ghalib
208 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
201 likes
na karo bahs haar jaayogi husn itni badi daleel nahin
Jaun Elia
265 likes
ab main saare jahaan men hooñ badnaam ab bhi tum mujh...ko jaanti ho kya
Jaun Elia
197 likes
More from Dushyant Kumar
dhoop ye athkheliyaan har roz karti hai ek chaaya seedhiyaan chadhti utarti hai yah diya chauraaste ka ot men le lo aaj aandhi gaav se ho kar guzarti hai
Dushyant Kumar
18 likes
aap dastaane pahankar choo rahe hain aag ko aap ke bhi KHoon ka rang ho gaya hai saanvala
Dushyant Kumar
26 likes
ye sach hai ki paavon ne bahut kasht uth aa.e par paanv kisi tarah raahon pe to aa.e
Dushyant Kumar
28 likes
ye saara jism jhuk kar bojh se dohraa hua hogaa main sajde men nahin tha aap ko dhokha hua hogaa
Dushyant Kumar
33 likes
is nadi ki dhaar men thandi hawa aati to hai naav jarjar hi sahi lehron se takraati to hai
Dushyant Kumar
33 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Dushyant Kumar.
Similar Moods
More moods that pair well with Dushyant Kumar's sher.







