ye saara jism jhuk kar bojh se dohraa hua hogaa main sajde men nahin tha aap ko dhokha hua hogaa
Related Sher
saare ka saara to meraa bhi nahin aur vo shaKHs be-vafa bhi nahin ghaur se dekhne pe boli hai shaa dii se pahle sochna bhi nahin
Kushal Dauneria
85 likes
sochun to saari umr mohabbat men kat gaii dekhooñ to ek shaKHs bhi meraa nahin hua
Jaun Elia
545 likes
main chahta tha mujhse bichhad kar vo KHush rahe lekin vo KHush hua to badaa dukh hua mujhe
Umair Najmi
99 likes
kitaab film safar ishq shayari aurat kahaan kahaan na gaya KHud ko dhoondhta hua main
Jawwad Sheikh
109 likes
dil-e-naadaañ tujhe hua kya hai aaKHir is dard ki davaa kya hai
Mirza Ghalib
71 likes
More from Dushyant Kumar
dhoop ye athkheliyaan har roz karti hai ek chaaya seedhiyaan chadhti utarti hai yah diya chauraaste ka ot men le lo aaj aandhi gaav se ho kar guzarti hai
Dushyant Kumar
18 likes
yahaañ darakhton ke saa.e men dhoop lagti hai chalo yahaañ se chalen aur umr bhar ke li.e
Dushyant Kumar
17 likes
ye sach hai ki paavon ne bahut kasht uth aa.e par paanv kisi tarah raahon pe to aa.e
Dushyant Kumar
28 likes
firta hai kaise-kaise sawaalon ke saath vous aadmi ki jaama-talaashi to leejie
Dushyant Kumar
29 likes
rahnumaaon ki adaaon pe fida hai duniya is bahkati hui duniya ko sambhalo yaaro
Dushyant Kumar
34 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Dushyant Kumar.
Similar Moods
More moods that pair well with Dushyant Kumar's sher.







