bichhadte waqt bhi himmat nahin juta paaya kabhi bhi us ko gale se nahin laga paaya kisi ko chahte rahne ki saza paai hai main chaar saal men ladki nahin pata paaya
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
dekho ham koi wahshi nahin deewane hain tumse button khulwane nahin lagwane hain
Varun Anand
300 likes
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
muddatein guzar gayi hisaab nahin kiyana jaane ab kiske kitne rah ga.e ham
Kumar Vishwas
271 likes
More from Shadab Asghar
main uske paas aane men laga hooñ vo mujhse door hota ja raha hai
Shadab Asghar
4 likes
main us se bheekh maangoon to mohabbat mil bhi sakti hai magar kahti hai khuddaari mohabbat bheekh ki aur tu
Shadab Asghar
4 likes
ab faqat saansey bachiin hain doston ham to kab ka zindagi se mar ga.e
Shadab Asghar
3 likes
tum in labon ki hañsi aur khushi pe mat jaana ye roz roz ha men bhi fareb dete hain
Shadab Asghar
1 likes
Your content in english script will be available on website after 24 hours of publishing your content.
Shadab Asghar
9 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Shadab Asghar.
Similar Moods
More moods that pair well with Shadab Asghar's sher.







