bujh gai shama ki lau tere dupatte se to kya apni muskan se mahfil ko munavvar kar de
Related Sher
main agar apni jawaani ke suna doon qisse ye jo launde hain mere paanv dabane lag jaa.e
Mehshar Afridi
136 likes
agar hai ishq saccha to nigaahon se bayaañ hogaa zabaan se bolna bhi kya koi izhaar hota hai
Bhaskar Shukla
130 likes
khu dii ko kar buland itnaa ki har taqdeer se pahle KHuda bande se KHud pooche bataa teri raza kya hai
Allama Iqbal
471 likes
ye mujhe chain kyun nahin padta ek hi shaKHs tha jahaan men kya
Jaun Elia
508 likes
dhoop men niklo ghataon men naha kar dekho zindagi kya hai kitaabon ko hata kar dekho
Nida Fazli
136 likes
More from Sada Ambalvi
vaqt har zakham ka marham to nahin ban saka dard kuchh hote hain ta-umr rulaane waale
Sada Ambalvi
26 likes
tum sitaaron ke bharose pe na baithe rahna apni tadbeer se taqdeer banaate jaao
Sada Ambalvi
27 likes
badaa ghaate ka sauda hai sadaa ye saans lena bhi badhe hai umr jyun-jyun zindagi kam hoti jaati hai
Sada Ambalvi
37 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Sada Ambalvi.
Similar Moods
More moods that pair well with Sada Ambalvi's sher.







