buton ko tod ke aisa khuda banana kya buton ki tarah jo ham-shakl aadmi ka ho
Related Sher
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
vo jhooth bol raha tha bade saleeqe se main etibaar na karta to aur kya karta
Waseem Barelvi
105 likes
More from Jameel Mazhari
inhi hairat-zada aankhoñ se dekhe hain vo aañsu bhi jo akshar dhoop men mehnat kii peshaani se dhalti hain
Jameel Mazhari
0 likes
hone do charaaghaan mahlon men kya ham ko agar diwali hai mazdoor hain ham mazdoor hain ham mazdoor ki duniya kaali hai
Jameel Mazhari
21 likes
jalane waale jalate hi hain charaaghh aaKHir ye kya kaha ki hawa tez hai zamaane ki
Jameel Mazhari
35 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Jameel Mazhari.
Similar Moods
More moods that pair well with Jameel Mazhari's sher.







