chahe to koshish kar lo daava hai bhool na paayogi jab bhi zikr-e-wafa hogaa tum mere she'r sunaaogi
Related Sher
kahaan aa ke rukne the raaste kahaan mod tha use bhool ja vo jo mil gaya use yaad rakh jo nahin mila use bhool ja
Amjad Islam Amjad
47 likes
yaad rakhne men hi bhalaai hai mar bhi sakte hain bhoolne men use
Fahmi Badayuni
65 likes
yaad bhule hue logon ko kiya jaata hai bhool jaao ki tumhe yaad kiya jayega
Charagh Sharma
65 likes
kabhi kabhi to jhagadne ka jee bhi chahega magar ye jang mohabbat se jeeti jaayegi
Amaan Abbas Naqvi
46 likes
ya'ni tum vo ho Vaaqaii had hai main to sach-much sabhi ko bhool gaya
Jaun Elia
172 likes
More from Harsh saxena
tum bhala us prem ki gehraai kya samjhoge jaanaan jo kabhi KHvaabon men bhi apni na sarhad laanghta hai
Harsh saxena
4 likes
harsh vasl men jitni marzi she'r kah lo tum hijr ke bina in men jaan aa nahin sakti
Harsh saxena
2 likes
ha men is miTTi se kuchh yuñ muhabbat hai yahiin pe nikle dam dil ki ye hasrat hai ha men kyuuñ chaah us duniya ki ho maula hamaari to isee miTTi men jannat hai
Harsh saxena
4 likes
kaandhe pe uske sar rakha to yuñ laga mujhe jaise manaa li.e sabhi tyaohar holi men
Harsh saxena
3 likes
bewafaai ne tiri mujh...ko diya hai ye hunar bas yaar duniya men kahaan har bhaagya men ye fan likha hai
Harsh saxena
4 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Harsh saxena.
Similar Moods
More moods that pair well with Harsh saxena's sher.







