chal rahe the ruk gaye kuchh sochkar kyuuñ ruke ye sochkar ke chal diye
Related Sher
sochun to saari umr mohabbat men kat gaii dekhooñ to ek shaKHs bhi meraa nahin hua
Jaun Elia
545 likes
kyuuñ darein zindagi men kya hogaa kuchh na hogaa to tajurba hogaa
Javed Akhtar
156 likes
shaakhon se toot jaayen vo patte nahin hain ham aandhi se koi kah de ki auqaat men rahe
Rahat Indori
435 likes
ye mujhe chain kyun nahin padta ek hi shaKHs tha jahaan men kya
Jaun Elia
508 likes
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
More from Abuzar kamaal
jisse ye tu ne lagaaee faansi vo rassi kisi ke jhoole ki thii
Abuzar kamaal
1 likes
duniya ki aish gaah se anjaan kar gaya hindu namaazi mujh...ko musalmaan kar gaya
Abuzar kamaal
1 likes
saath chalna peeche se keechad udhaana ye hunar seekha hai kya chappal se jaanaan
Abuzar kamaal
1 likes
khilauna chahiye aur kuchh lo dil lo khelti rahna
Abuzar kamaal
4 likes
mulaqaat hai to mulaqaat hai mohabbat na samjho mulaqaat ko
Abuzar kamaal
2 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Abuzar kamaal.
Similar Moods
More moods that pair well with Abuzar kamaal's sher.







