chaltaa rahne do miyaan silsila dildaari ka aashiqi deen nahin hai ki mukammal ho jaa.e
Related Sher
maine kal shab chaahaton ki sab kitaaben faad deen sirf ik kaaghaz pe likkha lafz-e-maa rahne diya
Munawwar Rana
52 likes
sirf zinda rahne ko zindagi nahin kahte kuchh gham-e-mohabbat ho kuchh gham-e-jahaan yaaro
Himayat Ali Shayar
43 likes
padi rahne do insaano ki laashen zameen ka bojh halka kyun karen ham
Jaun Elia
129 likes
udaas rahne se ghazlon men jaan aati hai so poora dhyaan lagaakar udaas rahne lage
Nadim Nadeem
47 likes
phir uske baad koi silsila nahin rakha jise muaaf kiya raabta nahin rakha
Renu Nayyar
45 likes
More from Abbas Tabish
mujh ko us kii aankhoñ men koodne kii aadat hai main tumhein bataaunga khud-kushi ke baare men
Abbas Tabish
0 likes
main to ai ishq teri kooza-gari jaanta hooñ tune ham do ko milaaya to banaa ek hi shaKHs
Abbas Tabish
4 likes
mire aansoo mire andar hi gire rone se jee aur bojhal ho gaya
Abbas Tabish
29 likes
main apne aap men gahra utar gaya shaayad mire safar se alag ho gaii ravaani mirii
Abbas Tabish
29 likes
kya tamasha hai ki sab mujh...ko bura kahte hain aur sab chahte hain meri tarah ka hona
Abbas Tabish
27 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Abbas Tabish.
Similar Moods
More moods that pair well with Abbas Tabish's sher.







