padi rahne do insaano ki laashen zameen ka bojh halka kyun karen ham
Related Sher
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
maine kal shab chaahaton ki sab kitaaben faad deen sirf ik kaaghaz pe likkha lafz-e-maa rahne diya
Munawwar Rana
52 likes
ye shahar-e-ajnabi men ab kise ja kar bataayen ham kahaan ke rahne waale hain kahaan ki yaad aati hai
Ashu Mishra
117 likes
tum bhi vaise the magar tum ko KHuda rahne diya is tarah tum ko zamaane se juda rahne diya
Khalil Ur Rehman Qamar
68 likes
zinda rahne ke tariqe na batao mujh...ko zinda rakhna hai to phir aao bachao mujh...ko
Vikram Gaur Vairagi
51 likes
More from Jaun Elia
khoob hai ishq ka ye pehlu bhi main bhi barbad ho gaya tu bhi
Jaun Elia
0 likes
kaun sood-o-ziyaan kii duniya men dard gurbat ka saath deta hai jab muqaabil hon ishq aur daulat husn daulat ka saath deta hai
Jaun Elia
39 likes
ai shaKHs main teri justuju se be-zaar nahin hooñ thak gaya hooñ
Jaun Elia
45 likes
bas yuñ hi meraa gaal rakhne de meri jaan aaj gaal par apne
Jaun Elia
28 likes
fikr-e-ijaad men gum hooñ mujhe ghaafil na samajh apne andaaz par ijaad karunga tujh ko
Jaun Elia
46 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Jaun Elia.
Similar Moods
More moods that pair well with Jaun Elia's sher.







