dar-b-dar Dhoondh rahe hain jise arse se ham shaKHs vo meri hi aankhoñ men chhupa baitha hai
Related Sher
baat karo roothe yaaron se sannaaton se dar jaate hain pyaar akelaa jee leta hai dost akelaa mar jaate hain
Kumar Vishwas
141 likes
main agar apni jawaani ke suna doon qisse ye jo launde hain mere paanv dabane lag jaa.e
Mehshar Afridi
136 likes
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
poochte hain vo ki ghalib kaun hai koi batlaao ki ham batlaayein kya
Mirza Ghalib
208 likes
ham ko neeche utaar lenge log ishq latka rahega pankhe se
Zia Mazkoor
224 likes
More from Harsh saxena
duniya ke bharam ko kuchh yuñ tod diya maine is baar naseebon ka rukh mod diya maine
Harsh saxena
1 likes
ik nazar us chehre ki dekhi hai jab se yaar munh utara hua hai raushni ka
Harsh saxena
4 likes
phool se lekar ye dhaniya laane tak ke is safar ko mujh...ko tere saath hi tay karne ki KHvaahish hai pagli
Harsh saxena
5 likes
mujhe KHush karne ki koi nayi tarkeeb dhoondho ab yuñ uskaa zikr har ik baat par achha nahin yaaron
Harsh saxena
4 likes
is bewafaai par mujhe hairat nahin tujhko pa luun aisi mirii qismat nahin
Harsh saxena
5 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Harsh saxena.
Similar Moods
More moods that pair well with Harsh saxena's sher.







