dard minnat-kash-e-dawa na hua main na achha hua bura na hua
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
ab lagta hai theek kaha tha ghalib ne badhte-badhte dard davaa ho jaata hai
Madan Mohan Danish
131 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
mas'ala ye nahin ki ishq hua hai ham ko mas'ala ye hai ki izhaar kiya jaana hai
Rajesh Reddy
127 likes
More from Mirza Ghalib
koii veeraani sii veeraani hai dasht ko dekh ke ghar yaad aaya
Mirza Ghalib
0 likes
ghuroor-e-lutf-e-saaqi nashsha-e-be-baaki-e-mastaan nam-e-daaman-e-isyaaan hai taraawat mauj-e-kausar ki
Mirza Ghalib
31 likes
be-khu dii be-sabab nahin ghalib kuchh to hai jis ki parda-daari hai
Mirza Ghalib
24 likes
aa.e hai bekasi-e-ishq pe rona ghalib kis ke ghar jaayega sailaab-e-bala mere baa'd
Mirza Ghalib
15 likes
bedaad-e-ishq se nahin dartaa magar asad jis dil pe naaz tha mujhe vo dil nahin raha
Mirza Ghalib
7 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Mirza Ghalib.
Similar Moods
More moods that pair well with Mirza Ghalib's sher.







