ghazal banii hai zindagi nafs nafs hai shayari sukhun se meri aashiqi ghazab hai bemisaal hai
Related Sher
ye dukkh alag hai ki usse main door ho raha hooñ ye gham juda hai vo KHud mujhe door kar raha hai tere bichhurne par likh raha hooñ main taza ghazlen ye teraa gham hai jo mujh...ko mashhoor kar raha hai
Tehzeeb Hafi
394 likes
har she'r har ghazal pe hai aisi chaap teri tasveer ban rahi hai ik apne aap teri tere li.e kisi ko itnaa deewaana dekha lagne lagii hai mujh ko chaahat bhi paap teri
Sandeep Thakur
61 likes
usne meraa maatha chooma aur waapas jaane ko thii maine bola she'r nahin tu mujh...ko poori ghazal suna
Tanoj Dadhich
55 likes
main to ghazal suna ke akela khada raha sab apne apne chaahne waalon men kho ga.e
Krishna Bihari Noor
52 likes
paas hamaare aakar vo sharmati hai tab jaakar ke ek ghazal ho paati hai us..ko choona chhota mota khel nahin garmi kya sar dii men loo lag jaati hai
Tanoj Dadhich
49 likes
More from Darpan
ghar aate aate saudaagar ho jaaun itnaa bhi bazaar nahin dekhoonga main
Darpan
24 likes
ishq men dhokha khaane waale bilkul bhi mayus na ho is raaste men thoda aage maikhaana bhi aata hai
Darpan
16 likes
zabt karo gar gham ke baadal chhaaye hain raqs karo ke baarish aane waali hai
Darpan
32 likes
ishq hamaara chaand sitaare choo lega ghutnon par aakar izhaar kiya hamne
Darpan
39 likes
baat zaraa aage badh sakti hai darpan ab ik number dial bhi ho saka hai
Darpan
39 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Darpan.
Similar Moods
More moods that pair well with Darpan's sher.







