ढलती है शाम तो शराब चढ़ा लेते हैं दिल टूटे तो मजनूँ बाल बढ़ा लेते हैं
Related Sher
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
dekho ham koi wahshi nahin deewane hain tumse button khulwane nahin lagwane hain
Varun Anand
300 likes
dil na-umeed to nahin naakaam hi to hai lambi hai gham ki shaam magar shaam hi to hai
Faiz Ahmad Faiz
267 likes
raatein kisi yaad men kattee hain aur din daftar kha jaata hai dil jeene par mael hota hai to maut ka dar kha jaata hai sach poochho to tahzeeb haafi main aise dost se aaziz hooñ milta hai to baat nahin karta aur phone pe sar kha jaata hai
Tehzeeb Hafi
307 likes
mar chuka hai dil magar zinda hooñ main zahar jaisi kuchh dawaayein chahiye poochhte hain aap aap achchhe to hain jee main achha hooñ duaaein chahiye
Jaun Elia
302 likes
More from Rohan Hamirpuriya
ye rabt kab mite hai yuñ mitaane se ye aag hai jo badhti hai bujhaane se
Rohan Hamirpuriya
0 likes
ye hansne gaane waale log tasveeron men rah jaaenge
Rohan Hamirpuriya
0 likes
duniya ne tasleem kiya jab fan apna ghar pe jamghat rehta hai mehmaanon ka
Rohan Hamirpuriya
0 likes
tum bolo kya kar ke doge kuchh logon ne taaj banaya
Rohan Hamirpuriya
1 likes
taghaaful ka gilaa tujhse karen teri hi mehfil men raqeebon ko khabar to ho kabhi tum bhi hamaare the
Rohan Hamirpuriya
2 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Rohan Hamirpuriya.
Similar Moods
More moods that pair well with Rohan Hamirpuriya's sher.







