dost hai vo tumhaari muhabbat nahin had se aage qadam mat badhaaya karo
Related Sher
dekho ham koi wahshi nahin deewane hain tumse button khulwane nahin lagwane hain
Varun Anand
300 likes
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
muddatein guzar gayi hisaab nahin kiyana jaane ab kiske kitne rah ga.e ham
Kumar Vishwas
271 likes
dil na-umeed to nahin naakaam hi to hai lambi hai gham ki shaam magar shaam hi to hai
Faiz Ahmad Faiz
267 likes
More from Rakesh Mahadiuree
qalb ka naam qalb hota hai aql ka naam jee-huzoori hai
Rakesh Mahadiuree
0 likes
vo ladka soory tha apne samay ka muhabbat kha gaii fankaar saai
Rakesh Mahadiuree
3 likes
huroon ke badan pe bhi zaraa itr lagao rakesh ka bachchon se guzaara nahin hogaa
Rakesh Mahadiuree
9 likes
ghar men ab kuchh nahin hai bechne ko ai saaqi aisa graahak de ki jo KHvaab liya karta hai
Rakesh Mahadiuree
9 likes
hazaaron salaakhon ko ham tod ke aayenge agar tum pukaaroge sab chhod ke aayenge
Rakesh Mahadiuree
9 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Rakesh Mahadiuree.
Similar Moods
More moods that pair well with Rakesh Mahadiuree's sher.







