huroon ke badan pe bhi zaraa itr lagao rakesh ka bachchon se guzaara nahin hogaa
Related Sher
ik zaraa baat par apne se paraaye hue log haay vo KHoon paseene se kamaaye hue log
Khan Janbaz
54 likes
tum poochho aur main na bataaun aise to haalaat nahin ek zaraa sa dil toota hai aur to koi baat nahin
Qateel Shifai
125 likes
dabii kuchali hui sab khwaahishon ke sar nikal aa.e zaraa paisa hua to chyuntiyon ke par nikal aa.e abhii udte nahin to faakhta ke saath hain bacche akela chhod denge maa ko jis din par nikal aa.e
Mehshar Afridi
63 likes
chal gaya hogaa pata ye aapko be-vafa kahte hain ladke aapko ik zaraa se husn par itni akad tu samjhti kya hai apne aapko
Kushal Dauneria
98 likes
koi haseen badan jin ki dastaras men nahin yahii kaheinge ki kuchh faaeda havas men nahin
Umair Najmi
109 likes
More from Rakesh Mahadiuree
qalb ka naam qalb hota hai aql ka naam jee-huzoori hai
Rakesh Mahadiuree
0 likes
jaan-e-man main aainon men bhi tumhaara roop dekhta jo hooñ kabhi to iltijaa ke saath
Rakesh Mahadiuree
5 likes
jaanwar ko jaanwar se utni bhi nafrat nahin aadmi ko aadmi se jitni nafrat ho gaii
Rakesh Mahadiuree
7 likes
us or ja rahe ho to laila ko bolna majnoon ka sabr toot gaya ik kisaan par
Rakesh Mahadiuree
9 likes
shikhar naapa nahin maine kabhi apni bulan dii ka meri taqat ka andaaza mere dushman se kar lena
Rakesh Mahadiuree
9 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Rakesh Mahadiuree.
Similar Moods
More moods that pair well with Rakesh Mahadiuree's sher.







