doston se mulaqat ki shaam hai ye saza kaat kar apne ghar jaunga
Related Sher
dil na-umeed to nahin naakaam hi to hai lambi hai gham ki shaam magar shaam hi to hai
Faiz Ahmad Faiz
267 likes
ujaale apni yaadon ke hamaare saath rahne dona jaane kis gali men zindagi ki shaam ho jaa.e
Bashir Badr
111 likes
apne dil men takaza hamko aur gale se lagaaoge hamko ham nahin itne pyaar ke qaabil tum to paagal banaoge hamko
Abrar Kashif
106 likes
chal gaya hogaa pata ye aapko be-vafa kahte hain ladke aapko ik zaraa se husn par itni akad tu samjhti kya hai apne aapko
Kushal Dauneria
98 likes
sukhun ka josh kam hota nahin hai wagarana kya sitam hota nahin hai bhale tum kaat do baazu hamaare qalam ka sar qalam hota nahin hai
Baghi Vikas
65 likes
More from Mazhar Imam
ek main ne hi ugaae nahin khvaabon ke gulaab tu bhi is jurm men shaamil hai meraa saath na chhod
Mazhar Imam
0 likes
vo meraa jab na ho sakaa to phir yahii saza rahe kisi ko pyaar jab karoon vo chhup ke dekhta rahe
Mazhar Imam
48 likes
doston se mulaqaat kii shaam hai ye saza kaat kar apne ghar jaaunga
Mazhar Imam
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Mazhar Imam.
Similar Moods
More moods that pair well with Mazhar Imam's sher.







