dua karo ki ye pauda sada hara hi lage udasiyon men bhi chehra khila khila hi lage
Related Sher
dil se saabit karo ki zinda ho saans lena koi suboot nahin
Fahmi Badayuni
139 likes
toofaanon se aankh milaao sailaabon pe vaar karo mallaahon ka chakkar chhodo tair ke dariyaa paar karo
Rahat Indori
144 likes
baat karo roothe yaaron se sannaaton se dar jaate hain pyaar akelaa jee leta hai dost akelaa mar jaate hain
Kumar Vishwas
141 likes
tum un ke wa'de ka zikr un se kyun karo ghalib ye kya ki tum kaho aur vo kahein ki yaad nahin
Mirza Ghalib
123 likes
dua karo ki salaamat rahe mirii himmat ye ik charaaghh kaii aandhiyon pe bhari hai
Waseem Barelvi
113 likes
More from Bashir Badr
KHuda kii us ke gale men ajeeb qudrat hai vo bolta hai to ik raushni sii hoti hai
Bashir Badr
0 likes
mujhe maaloom hai us ka thikaana phir kahaan hogaa parinda aasmaañ choone men jab naakaam ho jaa.e
Bashir Badr
39 likes
ye shabnami lahjaa hai aahista ghazal padhna titli ki kahaanii hai phoolon ki zabaani hai
Bashir Badr
24 likes
agar furqat mile paani ki tehriroon ko padh lena har ik dariyaa hazaaron saal ka afsaana likhta hai
Bashir Badr
40 likes
shohrat ki bulan dii bhi pal bhar ka tamasha hai jis daal pe baithe ho vo toot bhi sakti hai
Bashir Badr
40 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Bashir Badr.
Similar Moods
More moods that pair well with Bashir Badr's sher.







