duur tak chhae the badal aur kahin saaya na tha is tarah barsat ka mausam kabhi aaya na tha
Related Sher
chaai peete hain kahii baith ke dono bhaai ja chuki hai na to bas chhod chal aa jaane de
Ali Zaryoun
120 likes
tum bhi vaise the magar tum ko KHuda rahne diya is tarah tum ko zamaane se juda rahne diya
Khalil Ur Rehman Qamar
68 likes
main unhin aabaadiyon men jee raha hota kahii tum agar hanste nahin us din meri taqdeer par
Zia Mazkoor
78 likes
ye soch ke maa baap ki khidmat men laga hooñ is ped ka saaya mire bacchon ko milega
Munawwar Rana
77 likes
dhoop pade us par to tum baadal ban j aanaa ab vo milne aaye to us..ko ghar thehr aanaa tumko door se dekhte dekhte guzar rahi hai mar j aanaa par kisi gareeb ke kaam na aanaa
Tehzeeb Hafi
122 likes
More from Qateel Shifai
vo meherbaan hai to iqaar kyun nahin karta vo bad-gumaan hai to sau baar aazmaaye mujhe
Qateel Shifai
16 likes
sitam to ye hai ki vo bhi na ban sakaa apna qubool ham ne ki.e jis ke gham khushi kii tarah kabhi na socha tha ham ne qatil us ke li.e karega ham pe sitam vo bhi har kisi kii tarah
Qateel Shifai
20 likes
khula hai jhooth ka bazaar aao sach boleinna ho bala se khareedaar aao sach bolein
Qateel Shifai
28 likes
sun liya kaise KHuda jaane zamaane bhar ne vo fasana jo kabhi hamne sunaaya bhi nahin
Qateel Shifai
21 likes
mere b'ad vafaa ka dhoka aur kisi se mat karna gaali degi duniya tujh ko sar meraa jhuk jaayega
Qateel Shifai
30 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Qateel Shifai.
Similar Moods
More moods that pair well with Qateel Shifai's sher.







