ek aisa bhi vaqt hota hai muskurahat bhi aah hoti hai
Related Sher
vaqt rehta nahin kahii tik kar aadat is ki bhi aadmi si hai
Gulzar
113 likes
gunaahgaar ko itnaa pata to hota hai jahaan koii nahin hota KHuda to hota hai
Waseem Barelvi
94 likes
kuchh to majbooriyaan rahi hongi yuñ koi be-vafa nahin hota
Bashir Badr
85 likes
kaisa dil aur is ke kya gham jee yuñ hi baatein banaate hain ham jee
Jaun Elia
155 likes
hai kuchh aisa ki jaise ye sab kuchh is se pahle bhi ho chuka hai kahii
Jaun Elia
98 likes
More from Jigar Moradabadi
yahii hai zindagi to zindagi se KHud-kushi achchhii ki insaan aalam-e-insaaniyat par baar ho jaa.e
Jigar Moradabadi
9 likes
jo un pe guzarti hai kis ne use jaana hai apni hi museebat hai apna hi fasana hai
Jigar Moradabadi
11 likes
dil men kisi ke raah ki.e ja raha hooñ main kitna haseen gunaah ki.e ja raha hooñ main
Jigar Moradabadi
25 likes
apna zamaana aap banaate hain ahl-e-dil ham vo nahin ki jinko zamaana banaa gaya
Jigar Moradabadi
25 likes
us ne apna banaa ke chhod diya kya aseeri hai kya rihaai hai
Jigar Moradabadi
26 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Jigar Moradabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Jigar Moradabadi's sher.







