ek baras aur biit gaya kab tak khaak udani hai
Related Sher
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
ik hunar hai jo kar gaya hooñ main sab ke dil se utar gaya hooñ main
Jaun Elia
241 likes
hamko dil se bhi nikala gaya phir shahar se bhi hamko patthar se bhi maara gaya phir zehar se bhi
Azm Shakri
157 likes
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
khushi se kaanp rahi theen ye ungaliyaan itni delete ho gaya ik shaKHs sev karne men
Fahmi Badayuni
122 likes
More from Vikas Sharma Raaz
ek baras aur beet gaya kab tak KHaak udaani hai
Vikas Sharma Raaz
35 likes
meri koshish to yahii hai ki ye maasoom rahe aur dil hai ki samajhdaar hua jaata hai
Vikas Sharma Raaz
32 likes
abhii to shaam ki dastak hui hai abhii se lag gaya bistar hamaara yahii tanhaaii hai jannat hamaari isee jannat men hai ab ghar hamaara
Vikas Sharma Raaz
36 likes
iraada to nahin hai KHud-kushi ka magar main zindagi se KHush nahin hooñ
Vikas Sharma Raaz
40 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Vikas Sharma Raaz.
Similar Moods
More moods that pair well with Vikas Sharma Raaz's sher.







