ek divane ko jo aae hain samjhane kai pahle main divana tha aur ab hain divane kai in a madman, people come, to sanity imbue i was the only lunatic, now there're quite a few
Related Sher
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
poochte hain vo ki ghalib kaun hai koi batlaao ki ham batlaayein kya
Mirza Ghalib
208 likes
nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
201 likes
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
baat karo roothe yaaron se sannaaton se dar jaate hain pyaar akelaa jee leta hai dost akelaa mar jaate hain
Kumar Vishwas
141 likes
More from Nazeer Banarasi
agar aaj bhi boli-tholi na hogii to holi thikaane ki holi na hogii
Nazeer Banarasi
24 likes
umr bhar ki baat bigdi ik zaraa si baat men ek lamha zindagi bhar ki kamaai kha gaya
Nazeer Banarasi
30 likes
mil jaaunga dariyaa men to ho jaaunga dariyaa sirf isliye qatra hooñ ki main dariyaa se juda hooñ
Nazeer Banarasi
33 likes
kahii pade na mohabbat ki maar holi men ada se prem karo dil se pyaar holi men
Nazeer Banarasi
41 likes
bad-gumaani ko badha kar tum ne ye kya kar diya KHud bhi tanhaa ho ga.e mujh ko bhi tanhaa kar diya
Nazeer Banarasi
45 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Nazeer Banarasi.
Similar Moods
More moods that pair well with Nazeer Banarasi's sher.







