'faraz' tark-e-taalluq to khair kya hoga yahi bahut hai ki kam kam mila karo us se
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
pyaar do baar thodii hota hai ho to phir pyaar thodii hota hai yahii behtar hai tum use roko mujhse inkaar thodii hota hai
Zubair Ali Tabish
138 likes
More from Ahmad Faraz
ham tere shauq men yuñ KHud ko ganwa baithe hain jaise bacche kisi tyaohar men gum ho jaayen
Ahmad Faraz
0 likes
ham dohri aziyyat ke giriftaar. musafir paanv bhi hain shal shauq-e-safar bhi nahin jaata
Ahmad Faraz
0 likes
jaane kis haal men ham hain ki ha men dekh ke log ek pal ke li.e rukte hain guzar jaate hain
Ahmad Faraz
0 likes
shehar-waalon ki mohabbat ka main qaayal hooñ magar main ne jis haath ko chooma vahii khanjar niklaa
Ahmad Faraz
33 likes
kitne naadaan hain tere bhoolne waale ki tujhe yaad karne ke li.e umr padi ho jaise
Ahmad Faraz
32 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ahmad Faraz.
Similar Moods
More moods that pair well with Ahmad Faraz's sher.







