fatva diya hai mufti-e-abr-e-bahar ne tauba ka khuun bada-kashon ko halal hai
Related Sher
tere baghair bhi jee kar dikha diya maine duaaein de tujhe shayar banaa diya maine
Anjum Rehbar
58 likes
aaj to dil ke dard par hañs kar dard ka dil dukha diya main ne
Zubair Ali Tabish
110 likes
tareekiyo ko aag lage aur diya jale ye raat bein karti rahe aur diya jale us ki zabaan men itnaa asar hai ki nisf shab vo raushni ki baat kare aur diya jale
Tehzeeb Hafi
103 likes
mujhe andhere se baat karne hai so kara do diya bujha do kuchh ek lamhon ko raushni ka gala daba do diya bujha do riwaaz-e-mehfil nibha raha hooñ bataa raha hooñ main ja raha hooñ mujhe vida do jo rona chahe unhen bula do diya bujha do
Vikram Gaur Vairagi
52 likes
main ne us ki taraf se khat likkha aur apne pate pe bhej diya
Fahmi Badayuni
58 likes
More from Jaleel Manikpuri
aañsu hamaare gir ga.e un ki nigaah se in motiyon ki ab koi qeemat nahin rahi
Jaleel Manikpuri
22 likes
aata hai jee men saaqi-e-mah-wash pe baar baar lab choom luun tira lab-e-paimaana chhod kar
Jaleel Manikpuri
25 likes
shab ko may khoob si pee subh ko tauba kar li rind ke rind rahe haath se jannat na gaii
Jaleel Manikpuri
23 likes
lutate hain vo daulat husn ki baawar nahin aata ha men to ek bosa bhi badi mushkil se milta hai
Jaleel Manikpuri
19 likes
tujh se sau baar mil chuke lekin tujh se milne ki aarzoo hai vahii
Jaleel Manikpuri
38 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Jaleel Manikpuri.
Similar Moods
More moods that pair well with Jaleel Manikpuri's sher.







