gar gale se vo laga le aur kahe apna mujhe aankh se aañsu nahin phir dil tapak jaa.e meraa
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
Ham ne us ko itnaa dekha jitnaa dekha ja sakta tha lekin phir bhi do aankhoñ se kitnaa dekha ja sakta tha
Farrukh Yar
979 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
More from Divya 'Kumar Sahab'
man kii man men hi bhunane men lage ho haath men jo hai nikalta ja raha hai
Divya 'Kumar Sahab'
0 likes
zara sa dukh to hota hai pareshaani nahin hoti koii ab chhod jaata hai to hairaani nahin hoti
Divya 'Kumar Sahab'
5 likes
yahii vo log jab maango madad munh fer lete hain yahii vo hain jo kahte hain madad koii nahin karta
Divya 'Kumar Sahab'
3 likes
haan aap bacche kii tarah mujh...ko manaa lenge agar phir aap sabke saamne bhi daant mujh...ko leejeye
Divya 'Kumar Sahab'
7 likes
manegi is tarah tum dekhna deepaavali apni kahoge haath chhodo bhi pakode jal rahe hain jee
Divya 'Kumar Sahab'
2 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Divya 'Kumar Sahab'.
Similar Moods
More moods that pair well with Divya 'Kumar Sahab''s sher.







