ghharq kar de tujh ko zahid teri duniya ko kharab kam se kam itni to har mai-kash ke paimane men hai
Related Sher
jo toofaanon men palte ja rahe hain vahii duniya badalte ja rahe hain
Jigar Moradabadi
97 likes
aaj dekha hai tujh ko der ke ba'd aaj ka din guzar na jaa.e kahii
Nasir Kazmi
102 likes
hain aur bhi duniya men suKHan-var bahut achchhe kahte hain ki ghalib ka hai andaaz-e-bayaan aur
Mirza Ghalib
97 likes
uljh karke teri agar men yuñ aabaad ho jaaun ki jaise lucknow ka main ameenabad ho jaaun main yamuna ki tarah tanhaa nihaaru taaj ko kab tak koi ganga mile to main ilahaabad ho jaaun
Ashraf Jahangeer
101 likes
koii kaanta koii patthar nahin hai to phir tu seedhe raste par nahin hai main is duniya ke andar rah raha hooñ magar duniya mere andar nahin hai
Zubair Ali Tabish
97 likes
More from Jigar Moradabadi
koocha-e-ishq men nikal aaya jis ko khaana-kharaab hona tha
Jigar Moradabadi
13 likes
yahii hai zindagi to zindagi se KHud-kushi achchhii ki insaan aalam-e-insaaniyat par baar ho jaa.e
Jigar Moradabadi
9 likes
tire jamaal ki tasveer kheench doon lekin zabaan men aankh nahin aankh men zabaan nahin
Jigar Moradabadi
17 likes
jo un pe guzarti hai kis ne use jaana hai apni hi museebat hai apna hi fasana hai
Jigar Moradabadi
11 likes
sadaqat ho to dil seenon se khinchne lagte hain waiz haqeeqat KHud ko manvaa letii hai maani nahin jaati
Jigar Moradabadi
17 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Jigar Moradabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Jigar Moradabadi's sher.







