girte padte hue har shakhs sambhal jaata hai mas'ala kuchh bhi ho hal uskaa nikal jaata hai yuñ na ghabra mere man waqt kii chaalaaki se waqt kaisa bhi ho ik din vo badal jaata hai
Related Sher
tu jo har roz naye husn pe mar jaata hai tu bataaega mujhe ishq hai kya jaane de
Ali Zaryoun
119 likes
raatein kisi yaad men kattee hain aur din daftar kha jaata hai dil jeene par mael hota hai to maut ka dar kha jaata hai sach poochho to tahzeeb haafi main aise dost se aaziz hooñ milta hai to baat nahin karta aur phone pe sar kha jaata hai
Tehzeeb Hafi
307 likes
ab in jale hue jismoon pe KHud hi saaya karo tumhein kaha tha bataa kar qareeb aaya karo main uske baad mahinon udaas rehta hooñ mazaak men bhi mujhe haath mat lagaaya karo
Tehzeeb Hafi
295 likes
teri nigaah-e-naaz se chhoote hue darakht mar jaayen kya karen bataa sukhe hue darakht hairat hai ped neem ke dene lage hain aam pagla ga.e hain aapke choo men hue darakht
Varun Anand
96 likes
yahii bahut hai mire gham men tum shareek hue main hans parūngā agar tumne ab dilaasa diya
Imran Aami
64 likes
More from Daqiiq Jabaalii
ye zindagi kuchh is tarah se paas mere aayi hai ab to amit keval yahaañ tanhaaii hi tanhaaii hai
Daqiiq Jabaalii
0 likes
Zikr karta tha jo din bhar uska
Daqiiq Jabaalii
0 likes
tum kuchh bhi kahte rahte ho tum bhi auron ke jaise ho
Daqiiq Jabaalii
0 likes
tum khush-naseeb ho jo ki ro lete ho miyaan dikkat hamaare saath hai ham kya karen amit
Daqiiq Jabaalii
0 likes
Zeest ki samt se taazir baraabar aaii
Daqiiq Jabaalii
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Daqiiq Jabaalii.
Similar Moods
More moods that pair well with Daqiiq Jabaalii's sher.







