agar insaan ka hafeza kharaab ho to woh ziyaada der tak jawaan rah sakta hai.
Related Sher
tumhaare shahar ka mausam badaa suhaana lage main ek shaam chura luun agar bura na lage
Qaisar-ul-Jafri
94 likes
main unhin aabaadiyon men jee raha hota kahii tum agar hanste nahin us din meri taqdeer par
Zia Mazkoor
78 likes
mujh aisa shaKHs agar qahqahon se bhar jaa.e ye saans letii udaasi to ghut ke mar jaa.e vo mere baad taras jaayega mohabbat ko use ye kehna agar ho sake to mar jaa.e
Rakib Mukhtar
78 likes
kisi ke zakham par chaahat se patti kaun baandhega agar bahnen nahin hongi to raakhi kaun baandhega
Munawwar Rana
79 likes
kisi se chhoti si ek ummeed baandh leejie mohabbaton ka agar janaaza nikaalna hai
Shakeel Jamali
71 likes
More from Bharat Chand Khanna
ye zindagi ki daud daudkar mila hi kya hameinna jeeta shakhs ghar ja paata hai na haara shakhs hi
0 likes
zindagi ka har varq ba-shauq padiye ye kitaab ik roz lautaani bhi to hai
0 likes
ummeed to thii ki din badlenge apne kabhi din aise badle ki ab ummeed tak bhi nahin
0 likes
uskaa meraa saath hona chaand-taaron jaisa hi hai dooriyaan hain to bahut par lagta hai ik saath hi hain
0 likes
usse kehne men jab sharam aayi tab mire haathon men qalam aayi zindagi mire hisse men tu bhi aayi lekin bahut hi kam aayi
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Bharat Chand Khanna.
Similar Moods
More moods that pair well with Bharat Chand Khanna's sher.







