hamaara dil zaraa ukta gaya tha ghar men rah rah kar yoonhi bazaar aa.e hain khareedaari nahin karne
Related Sher
dil na-umeed to nahin naakaam hi to hai lambi hai gham ki shaam magar shaam hi to hai
Faiz Ahmad Faiz
267 likes
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
zaraa thehro ki shab feeki bahut hai tumhein ghar jaane kii jal dii bahut hai zaraa nazdeek aakar baith jaao tumhaare shahar men sar dii bahut hai
Zubair Ali Tabish
173 likes
More from Afzal Khan
jaane kya kya zulm parinde dekh ke aate hain shaam dhale pedon par marsiya-khwani hoti hai
Afzal Khan
22 likes
isee li.e ha men ehsaas-e-jurm hai shaayad abhii hamaari mohabbat nayi nayi hai na
Afzal Khan
14 likes
daanista mujh aawaara se takra ke ye duniya kahti hai ki andhe ho dikhaai nahin deta
Afzal Khan
0 likes
kisi ne KHvaab men aakar mujhe ye hukm diya tum apne ashk bhi bheja karo duaon ke saath
Afzal Khan
24 likes
tere jaane se zyaada hain na kam pahle the ham ko laahaq hain vahii ab bhi jo gham pahle the
Afzal Khan
19 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Afzal Khan.
Similar Moods
More moods that pair well with Afzal Khan's sher.







