hamaara kaam to mausam ka dhyaan karna hai aur us ke baad ke sab kaam shash-jahaat ke hain
Related Sher
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
muddaton baad ik shaKHs se milne ke li.e aaina dekha gaya baal sanwaare ga.e
Jaun Elia
314 likes
jaanta hooñ ki tujhe saath to rakhte hain kaii poochna tha ki teraa dhyaan bhi rakhta hai koi
Umair Najmi
109 likes
main tere baad koi tere jaisa dhoondhta hooñ jo be-vafaaii kare aur be-vafa na lage
Abbas Tabish
90 likes
hazaar ishq karo lekin itnaa dhyaan rahe ki tum ko pahli mohabbat ki baddua na lage
Abbas Tabish
179 likes
More from Pallav Mishra
ye jism tang hai seene men bhi lahu kam hai dil ab vo phool hai jis men ki rang-o-boo kam hai
Pallav Mishra
23 likes
vo nasha hai ke zabaan aql se karti hai fareb tu mirii baat ke mafhoom pe jaata hai kahaan
Pallav Mishra
25 likes
makeen-e-dil ko khaanuma-kharaabiyo'n se ishq tha qayaam dhoondhta raha tumhaari chat ke baad bhi
Pallav Mishra
27 likes
main tujh se milne samay se pahle pahunch gaya tha so tere ghar ke qareeb aa kar bhatk raha hooñ
Pallav Mishra
28 likes
tamaam hosh zabt ilm maslahat ke baad bhi phir ik KHataa main kar gaya tha maazrat ke baad bhi
Pallav Mishra
23 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Pallav Mishra.
Similar Moods
More moods that pair well with Pallav Mishra's sher.







