hamaara mas'ala hai jo humi ne haar jaana hai hamaari khud-kushi men zindagi ne haar jaana hai
Related Sher
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
kisi ko ghar se nikalte hi mil gaii manzil koi hamaari tarah umr bhar safar men raha
Ahmad Faraz
594 likes
agar hai ishq saccha to nigaahon se bayaañ hogaa zabaan se bolna bhi kya koi izhaar hota hai
Bhaskar Shukla
130 likes
tumhaare baad ye dukh bhi to sahna pad raha hai kisi ke saath majboori men rahna pad raha hai
Ali Zaryoun
131 likes
tu mohabbat se koi chaal to chal haar jaane ka hausla hai mujhe
Ahmad Faraz
135 likes
More from Nawaaz
ha men ye jis tarah se khyaal teraa khench leta hai laga le shart tujhse gravity ne haar jaana hai
Nawaaz
33 likes
paanv rakh gayi hai vo zameen par ahmiyat badha dii usne dhool ki
Nawaaz
18 likes
awwal awwal ijaad hua ishq khuda se phir uske baad is jahaan men rassiyaan banii sketch ko banaate waqt ham udaas the bahut so shakal hamaari dekh kar udaasiyaan banii
Nawaaz
37 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Nawaaz.
Similar Moods
More moods that pair well with Nawaaz's sher.







